Aik raath khwab main dykha-urdu khwab romantic poem

urdu khwab romantic poem
MERA KHAWAB

Aik raath khwab main dykha


chand say chup ke sy pocha


aj mujh ko aik baat bathwo



apnay dilka haal sonawo


kia hia koi aysa jo

tum ko accha laghta ho

apna apna laghta ho

dil k pas jo rahta ho

chand nu tera naam lia

main ny dil ko taam lia

jub sy dykha ye sapna

tub sy hian chand raqeeb apna

Faheem Aslam