Urdu Sad Ghazal SMS Poetry -Kabi waqt nhi milta

Tum say bohot  kuch kehna hai...MAGAR...
kabhi tum nahi miltey to kabhi alfaz nahi milty

Ek naai duniya basana chahta hon,...MAGAR....
kabhi neend nahi aati too kabhi khwaib nahi miltey...!

Ye doriyan to mita do mai ek pal main,...MAGAR....
kabhi kadam nahi chaltey to kabhei rastey nahe milte,

Mein to milne ko Betab hun bohat ""...MAGAR...
Kabi waqt nhi milta or kabi "TUM" nahi miltey...