DIL SHAYARI-Dil ke kone me itni si jagah rakhna



Baat aisi ho k jazbaat kam na ho
khayalat aisi ho ki koi gam na ho
Dil ke kone me itni si jagah rakhna
ke khali khali sa lage jab hum na ho