Wafa k qaid khano mein szaien kab badalti hain


Wafa k qaid khano mein szaien kab badalti hain.
Badalta dil ka mosam hai, hawaien kab badalti hain.

Libada ourh kar ghm ka nikal jate hain sehra ko,
Jawab aay k na aay sadaien kab badalti hain.

Koi pa kr nibhata hai,koi kho kr nibhata hai,
Nay andaz hote hain wfaien kab badalti hain