faheem faheem Author
Title: Famous Poet Dr.Allama Iqbal Urdu Poetry SMS Messages
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Ata hai yad mujhko guzara hua zamana Wo bag ki baharen wo sab ka chah-chahana Azadiyan kahan wo ab apne ghonsale ki Apni...

Ata hai yad mujhko guzara hua zamana
Wo bag ki baharen wo sab ka chah-chahana



Azadiyan kahan wo ab apne ghonsale ki
Apni khushi se ana apni khushi se jana



Lagti ho chot dil par, ata hai yad jis dam
Shabnam k anson par kaliyon ka muskurana



Wo pyari pyari surat, wo kamini si murat
Abad jis k dam se tha mera ashiyana

Advertisement

 
Top