jal raha hun bhari barasat ki baucharo main
dil ki lau dekh raha hun tere rukhsaron main
gunche khilte hain to bik jate hain bazaron main
charagar phul piro laye hain talvaron main
Gam ki daulat bhi hai shamil mere shahakaron main
main to shamil hun mohabbat ke gunahgaron main