Hum Teray Dost Hayn Faraaz Magar
Lay Urra Phir Koi Khayyal Humayn
Saqiyya Saqqiyya Sanbhaal Humayn
Ro Rahay Hayn Kay Ayk Adat Hay
Warna Itna Nahi Mulaal Humayn
Khalwati Hayn Teray Jamaal Kay Hum
Ayenay Ki Tarah Sanbhaal Humayn
Ikhtalaaf E Jahaan Ka Runj Na Tha
De Gayye Maat Hum-Khayyal Humayn
Kiyya Tawaqqo Karayn Zamanay Se
Ho Bhi Garr Jurrat E Sawaal Humayn
Hum Yahaan Bhi Nahi Hayn Khush Laykin
Apni Mehfil Se Matt Nikaal Humayn
Hum Teray Dost Hayn Faraaz Magar
Ab Na Aur Uljhannon Mayn Daal Humayn
Saqiyya Saqqiyya Sanbhaal Humayn
Ro Rahay Hayn Kay Ayk Adat Hay
Warna Itna Nahi Mulaal Humayn
Khalwati Hayn Teray Jamaal Kay Hum
Ayenay Ki Tarah Sanbhaal Humayn
Ikhtalaaf E Jahaan Ka Runj Na Tha
De Gayye Maat Hum-Khayyal Humayn
Kiyya Tawaqqo Karayn Zamanay Se
Ho Bhi Garr Jurrat E Sawaal Humayn
Hum Yahaan Bhi Nahi Hayn Khush Laykin
Apni Mehfil Se Matt Nikaal Humayn
Hum Teray Dost Hayn Faraaz Magar
Ab Na Aur Uljhannon Mayn Daal Humayn