Hum ko to muskranay ki Aadat si hai
Ansoon ko Chupanay ki Aadat si hai
Duwa...na hi Dawa Kaam kerti Hai hum per
Ab to Zakhm Khanay ki Aadat si Hai
Sab kehtay Hain Gham se koi Rishta Nahin Hamara
kia Karain Mehfil main Ganay ki Aadat si hai
Raasta na hi Manzil Dikhaye daiti hai
tareekiyon main chalnay ki Aadat si Hai
Zor Nahin Chalta kyunki bay bas hain hum
is baybasi main dil ko Rulanay ki Aadat se Hai
Raat guzerti hai Hamari Tanhaye ke saath
Tanhaye ko sang jaganay ki Aadat si hai
Mer jaon to meray Moon per Kafan Daalay rakhna
Zamanay se Moon Chupanay ki Aadat si hai
Aaj Hain to kal Woh Log Nahin Rehtay
Logoon ko Yahan aanay jaanay ki Aadat si ha