faheem faheem Author
Title: Barsih shayari-Barish ki bondon ne jab dastak di darwaze per
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Barish ki bondon ne jab dastak di darwaze per Mehsos hua tum aye ho andaz tmhare jaisa tha Hawa k halke jhonke ne jab ahat ki khirki pe...
Barish ki bondon ne jab dastak di darwaze per
Mehsos hua tum aye ho andaz tmhare jaisa tha

Hawa k halke jhonke ne jab ahat ki khirki per
Mehsos hua tum chalay ho andaz tumhare jaisa tha

Main tanha chala jab barish may Ik jhonkay ne sath diya
Main samja tum sath ho mere Ehsas tumhare jaisa tha

Phir ruk gai wo barish brahi na baki ahat b
Main samja mujhe tum chor gae ANDAZ tumhare jaisa tha

Advertisement

 
Top