Home
»
Ajnabi Shayari
»
Dosti Shayari
»
khushboo Shayari
»
Main usay kaisay chor dun
»
Urdu Ghazal
» Main usay kaisay akela chor dun is raah main|Sad Urdu Poetry
Main
usay kaisay akela chor dun is raah main
Sath jo
chalta raha majburuyn kay baad bhi
Ban kay
khushbo rach gya hai yun meray ehsas main
Door ho
paaya nahi wo dooryun kay baad bhi
Rafta
rafta usko bhi dunya raas aai gai
Muskara
kay wo mila hai ranjishon kay baad bhi
Faslay
kab kum huay hain raabton kay baad bhi
Ajnabi
thay ajnabi hain itni gehri Dosti kay baad bhi
Advertisement

Related Posts
- Urdu Sad mobile SMS Dosti Shayari13 May 2013undefined
Main wohi hoon jise tum dost kha krtay thy Din me so bar mera naam liya krty thy Aaj kia baat...Read more »
- Mohabbat Ghazal Shayari- Dushmani Ho Ya Mohabbat05 May 2013undefined
Safar Mein Apnay Hissay Ki Musafat Yaad Rehti Hay, Kahin Aabad Honay Par B Hijrat Yaad Rehti Hay...Read more »
- Dost shayari-Faasly Dosto ki yad Mita Daty Hain01 May 2013undefined
Yaad Rakhtay Hain Hum Aaj Bhi Tumhain Pahlay Ki Tarah "AY DOST" Kon Kahta Hai Faasly Dosto ki ...Read more »
- Kuch Apna dil bhi koshada tha kai kia jaye26 Apr 2013undefined
Kuch Apny Dost Bhi Turkash Badosh Phirthy Hian Kuch Apna dil bhi koshada tha kai kia jaye&nbs...Read more »
- 2 Lines Urdu Wafa Design poetry03 Mar 2013undefined
aaya he tha abhi mery lab per wafa ka naam kuch dostion nay hath main pathar otha laye Read more »
- Ajnabi Shayari-Ajeeb Manoos Ajnabi tha16 Apr 2013undefined
Gaye dino ka suragh ley ker kidher sy aaya kidher gia woh Ajeeb Manoos Ajnabi tha mujy tu &nb...Read more »