Piyas aisi k pee jaon samundar sarey,
Naseeb aisa k mayasar zehar bhi nahi,
Be los wafaein koi ham sy sekhy "FARAZ"
jisy toot k chaha usy khaber bhi nahi.
" Ye Jhoot Hai K Muhabbat Kisi Ko Barbad Karti Hai...!! !".faraz."!
" Log Khud Hi Barbad Ho Jate Hai Muhabat Hasil Kartey Kartey...!
Doston se bicharr kar haqeeqat kuli Faraz, "Dunia bohat HASEEN hay Magar Doston k saath..!!
\
Mat kar Aasman ko Choney ki Hasrat
*._.*"FARAZ"*._.* Waqt Insan Se Zameen Bhi Cheen Liya krta Hai..!!
Raat bhar jo so na sakain tere yaad main "faraz"
Wahi udaas Aankhain subha ka "SALAM" kehti hain..! Good Morning.\
Khushboo Q na hogi mri Guftgu mai....
""Faraz""
Mai ny ik umar guzari hai Phool je'sy Dosto k sath...
Dadicate 2 all my lovly friends.
\
Aziz Ha Muje Har Shey Se mhobat uski
Otar Gai Hai Mere Dil Mai Saadgi Uski
Wo Apne Aap Se kese judaa karega Muje
FARAZ
Wo Rooh Hai Or Mai Hon Zindagi US ke`.
Udaasiyun Mein Jeena Aadat ban
Gayi Hai "!!!faraz!!!"
Jin se umeed thi
Yaad Rakhne ki Woh hi Bhool Gaye hamin.
\
Nikle thy is umeed se k un ko talash kren gay.
"FaRaZ"
Kismat ne sari umar ka musafir bna diya...
Agar dekhni hy QYAMAT to chalay aao hamari mehfil me.. FARAZ
Suna hai aaj mehfil me
WO BENAQAAB
aa rahe hein..
"Na jany Zamany walon ko kiya addawat hy hum sy . !'FARAZ'!
K jiss cheez ko hum chahain sab Us k taleb-gar ho jaty hen.....
"AHMAD FARAZ"
Dost ban kar b nhi koi sath
'nibhanay wala,
wohi andaz hay zalim ka zamanay wala,
kya kahein kitnay marasim thay hamarey us say,
Wo jo ik shakhs ha mun phair k janay wala,
Tere hotay huay aa jati thi sari dunia,
Aaj tanha hon to koi nhi aanay wala,
Main ne dekha ha baharon mein chaman ko jaltay,
Hy koi khawab ki taabir btanay wala,
Tum takaluf ko bhi ikhlaas samjhtay ho Faraz,
Dost hota nhi har hath milanay wala.
Hum Tou Usey Rooh Se Haasil krna Chahty hain
!"!...Faraz...!"!
Jism Tou Sar'r-E-Bazar Bika krty hain...
Masti_e_ishq ki rangeen ada "maykhana",
Apne sookay huway honton ki sada "maykhana", Mujhse mat pooch mere jurm o saza Ay saaqi,
Ishq hay jurm mera aur saza "maykhana", Dasht_e_tanhai main is ne hi sambhala mujhko, Mera hay koi, to hay baad_ e_ khuda "maykhana",
Yaar zalim nay meri pyas bujhai hay to tab.
khanjar_e_ishq se jab dil pay likha "maykhana",
Aaj masti thi bohat unki adaon main FARAZ,
Wajah jo un se hay poochi to kaha "maykhana"
Bhool jaon doston ko kaisi baat krtay ho "Faraz"
Kabi din nay Aghaz kia hai Sooraj k baghair.?
"Nahin fursat use nazren milane ke liye"
"Wo nazren chura leta hai hum ko jalane ke liye"
"Wo roth jane ke bahane talaash karta hai"
"Apne usol torne prte hain use manane ke liye"
"Wo hamen bhol gaya hai logon se suna hai hum ne"
"Magr wo khwabön main ata hai hum ko rolane ke liye"
"Hum marne ko tayar hain is shart pr "faraz"
"agar wo aaega qabr pr muskurane ke liye
Sath Chalne Ko Chale Thay Sabhi dost "Faraz"
LEKIN
Meri Manzil Tak Ka Saathi Sirf Mera Saaya Nikla..¤.
....Guzar jaye gi zindagi us k bagair bhi...."":
(===.FARAZ.===)
.....Wo hasrat-e-zindagi hai shart-e-zindagi to nhi. . . .¥good night .¥
In Phoolon Ka Muqadar Kabhi AikSa Nahi Hota
¤~*"-FARAZ-"*~¤
Kabhi Sehray Ki Sajawat Banta Hai To Kabhi Qabron Ki Ronak.
Mujhey aaj tak khabar na hui main kis diye ki aag hon Faraz,
Mujhey jis ne chaha jala diya, jis ney chaha bujha diya,
Faraz ghurbat se tang aa kr Daku Ban gaya
Daketi krne 1 bank gaya or kaha
Arz kiya ha:
Takdir me jo hai wohi Milega,
HandsUp! Koi apni Jaga se nahi Hilega
Wo Kya Janay Mere Dil Pe Kya Guzri us waqt "FARAZ",
Jab Us Ne Meri Tarf Dekha or Boli
.
.
.
Excuse me....
Da tiz taso waachawo?????
Kyoun Rote Ho Us Ki Yaad Main...
"~faraz~"
Ansoun Se Taqdeer Badalti To Aaj Wo Mera Hota..¤.
Hum Se Bewafai ki intaha kia Poochtey hO,"FARAZ"
Wo hum se "PYAR"Seekhta raha kisi Aur k liye..
Douston se bicharr kr ye haqeeqat khuli
"Faraz" "Dunia HASEEN hy"
Magar Doston k saath !!!
Bohat Juda Hy Auron Se Mere Dard ki Kafiyat.. fraz
Zakham ka Koi Nishaan Nahi Or Takleef ki Koe Inteha Nahi...
G0oD M0RNING.
@FuNy_BacHa: MohbBAT hum ne usi din se chor di thi, "FARAZ" Jub us ne kaha tha.! Pappiyo k Paise Alag Aur Japphiyo k Paise Alag.!
Follow jokes_home
@ApNeSmS: Woh bewafa na tha, yunhi badnam ho gaya "FARAZ",,, Hazaron chahnay walay thay kis kis se wafa karta.
@UzeFuLGirLs: Naaz Karne Ka
mje Haq Hai =FRAZ= =tum Jese Dost =Bhi To Muqaddar =Se Mila krte Hain
030231424
@BeSt_wOrLd_SmS: Milta Bhi Nhi Tumhare Jesa K0i Aur Is Shehar Main
"FARAZ"
Humen Kya Malum Tha K Tum Ek Hi H0,
Or W0 Bhi Kisi Aur K liye.
@3433@66546
@SuPEr_CooL_2: Wo Nhi Karte Yaad Is Se Hamein Koi Fark Nhi Parta,
"SHABIR"
DiL Is Liye Jalta Hai K Hum Unhe Bhula Nhi Sakty.
4 more
Follow @AreebaII
@PnL_GirLs: -GM)
Bari 'Hasrt' Thi k Hmen bhi koi ''Toot'' k Chahta =faraz=
Laikin hm khud hi ''Toot'' Gaey Kisi ko ''CHAHTE ''CHAHTE''
@MuSt_PrinCe: Me Apna Dukh Ja Kar Kis Ko Sunaun,, "FARAZ" Yahan To Har Ek Dost K Kaan Me HandFree Lagi Hui Hai..
Naseer shah
03126818297
@Girls_2_Girls: Kisi ko Na paany se zindgi khatam Nhi hoti
FARAZ
LEKIN kisi ko pa kar kho deny se kuch baqi Nhi rehta
+
Follow @Girls_Clubs send 40404
myzong: .',',Agr tere bina Jeena Aasan Hota.',', """"FRAZ"""" .',',To Qasam Hai Mohabat ki, Tujhe Yaad Karna B Gunnah Samjhte.
^~^Rät Bhär Girtäy Rähäy Üñ Pär Mèrè Añsöö..*""""* *""*FARAZ*""*
Subah Hotay Hi Wo Bolay k Raat Shabnam Bohat Thi...
"¤Waiting eyes¤
Woh bachpan bhi ktna haseen tha jab sar-e-aam roya kartay thay
.FARAZ.
"Ab To Ek Aansoo B gir jaye to Log Hazaron Sawal Krtey Hain.. \
Hm kaisy us Shakhs ko rula sakty hain ....faraz....
Jis Shakhs ko ham ne khud ro ro kar manga hai.
,~,~,TeRi Palkon me Rhna hy Sirf Raat bhar k liy ,~FARAZ,~,Me to ek khwääß hon, Subha hote he chala jaun ga...
Gud ni8t
Neend se kya shikwa krun _________ " (FARAZ)" Qasur to us chehry ka hai jo sone nhi daita.
Log Aik PhooL Sè Izhär-e- Wäfä Kär Lètè Häin 'FARAZ'
HùM Nè Phoölòn Sè apni Qåbär Säjådi Phir Bhì Wo Nä Määne.
Aansu Aa Jaate Hain Aankhon Mein,
Par Labon Pe Hasi Laani Parti Hai,
Yeh Mohabbat Bhi Kiya Cheez Hai
FARAZ
Jis Se Karte Hain Usi Se Chupaani Parti Hai.
t20crkt: "Woh" "bewafa" na tha, yoon hi "badnam" ho gaya "FARAZ",,, "Hazaron" "chahnay" walay thay "kis kis" se "wafa" karta. GoOD NiGht,