sochon ke alav-se lage hain
ham apna wajud dhundate hain
mandi main zamir bik rahe hain
is daur main zehan bhi dukhe hain
ab log zuban katate hain
din nikla to saye chal pare hain
ab aise bhi hausale kise hain
Zehno main khayal jal rahe hain Sochon ke alav-se lage hain Duniya ki girift main hain ...Read more »
marun to main kisi chehre main rang bhar jaun 'Nadeem' kash yahi ek kam kar jaun ye dasht-e-tark...Read more »
labon pe narm tabassum racha ke dhul jayen Khuda kare mere ansu kisi ke kam ayen jo ibtada-e-saf...Read more »
lab-e Khamosh se afsha hoga raz har rang main ruswa hoga dil ke sahra main chali sard hawa abr g...Read more »
Jab tera hukm mila tark Muhabbat kar di Dil magar is pe wo dharka k qayamat kar di Tujh se kis t...Read more »
Ab tak to noor-o-niKhat-o-rang-o-sada kahun main tujh ko chu sakun to Khuda jane kya kahun ...Read more »