Ae maa teri hi yaad ki
paon mein padhi zanjeer hei
teri duwaon se hi dekh zara
roshan meri ye taqdeer hei
tu bhale hei aankhon se door mere
par tujhe dekhne ko jab man karta hei
khada ho jata hon aaine ke samne
jhalakti mujh mein teri tasweer hei
mujhe koi bhi yahan ab gham mile
mujhe kuch bhi iska gham nahin
door tujh se jo hoon mein aaj
kya gham mera, ye kam nahin
awaz teri na sun paoo mein
rab na kare, kabhi aisa ho
maa khone ka gham kya hota hei wakas
ye sehne ka tujh mein, zara dam nahi
paon mein padhi zanjeer hei
teri duwaon se hi dekh zara
roshan meri ye taqdeer hei
tu bhale hei aankhon se door mere
par tujhe dekhne ko jab man karta hei
khada ho jata hon aaine ke samne
jhalakti mujh mein teri tasweer hei
mujhe koi bhi yahan ab gham mile
mujhe kuch bhi iska gham nahin
door tujh se jo hoon mein aaj
kya gham mera, ye kam nahin
awaz teri na sun paoo mein
rab na kare, kabhi aisa ho
maa khone ka gham kya hota hei wakas
ye sehne ka tujh mein, zara dam nahi