mujhe kal mera ek sathi mila jis ne ye raz khola
ke 'ab jazba-o-shauq ki wahshaton ke zamane gaye'
ke 'ab jazba-o-shauq ki wahshaton ke zamane gaye'
phir wo ahista-ahista charon taraf dekhta
mujh se kahne laga'ab bisat-e-muhabbat lapeto
mujh se kahne laga'ab bisat-e-muhabbat lapeto
jahan se bhi mil jaye daulat -
sameto garz kuch to tahzib sikho'
sameto garz kuch to tahzib sikho'