Mujhe a gaya khud bakhud dil lagana
Simat kar yahin a na jaye zamana
Khamoshi meri kah rahi hai fasana
Hai dushwar kanton se daman bachana
Pa 'mir' ab nahin ayega woh zamana
Hasti apni hubab ki si hai Ye numaish sarab ki si hai Nazuki us k lab ki kya kahiye Pank...Read more »
Gam raha jab tak k dam main dam raha Dil k jane ka nihayat gam raha Husn tha tera bahot al...Read more »
Bat kya admi ki ban ai asman se zamin napwai charakh zan uske waste hai madam ho gaya din tama...Read more »
Barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote k ham-rah-e-saba tuk sair karte, aur hawa hote Sar...Read more »
A jayen ham nazar jo koi dam bahut hai yan Mohlat basan-e-barq-o-sharar kam bahut hai yan ...Read more »
Ab jo ik hasrat-e-jawani hai Umr-e-rafta ki ye nishani hai Khak thi maujzan jahan mein, aur...Read more »