Naraz Q hotay ho chalay jatay hain teri mehfil say "Faraz" Apny tuty hovy "Dil" kay tukray to utha lene do …
Best Poetry Collection Of Ahmad faraz
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Nahe masroof mai itna kah bholoon doston ko "Faraz" Koi jab muntazir hi na ho to rabta acha nahe laghta …
Very best Sad poetry by Ahmad faraz
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Kuch is liye bhi doston sai rabta kam rakta hun Faraz K kal mar bhi jaon to kisi ki aankh nam na ho …
Very Best Ahmad Faraz 2 line SMS poetry
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Humary chaly jany k baad ye samandar ki rait bhi tum sai pocha karegi "" Faraz "" Kahan chla giya wo shaks jotanhai mai aa kar bus tmhara hi naam likha…
Ahmad Faraz Urdu Sad Shayari – Usay Kia Farq Parta Hai
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Hawa bun kar bikharne se, usay kia farq parta hai Mere jeene ya marne se, usay kia farq parta hai usay to apni khushion se zara fursat nahi milti Mere gham k ubharne se, usay kia farq parta hai Faraz…
Urdu Sad Poetry -Kesi Bewafa Ki Khater
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Urdu Sad Poetry Of Faraz Ahmad Faraz about Bewafai
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Latest Urdu calligraphy design shayari in Beautiful Frame
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Mobile Hindi SMS Ghazal Urdu Sad Shayari by Ahmad Faraz on WAFA
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Poojny sy pathr kabi"KHUDA"nhi hoty, Wafaon k sily lazim"WAFA"nhi hoty, Wo muj sy meri mohbat ki ghehrai pochta hai, Chashmy jitny b ghehry ho"DARYA"nhi hoty, Hr kisi k jalny ka apna andaz hota hai P…
Ahmad Faraz Urdu 2 Line Sad poetry SMS
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Ahmad Faraz Poetry SMS Ab osay rozna sochoon to badan toot-ta hai FARAZ. Ik umer ho gayi us ki yaad ka nasha kartay kartay. …
Q rote ho us ki yad mian faraz
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Ahmad Faraz Poetry SMS Q rote ho us ki yad mian farazAnsoun se taqder badalti to aj wo mera hota …
Ahmad Faraz Poetry-Tuu Paas Bhi Ho To Dil Beqaraar Apanaa Hai
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Tuu paas bhi ho to dil beqaraar apanaa hai ke ham ko teraa nahin intazaar apanaa hai mile koi bhi teraa zikr cheer dete hain ke jaise saaraa jahaan raazdaar apanaa hai wo duur ho to bajaa tark-e-dost…
Ahmad Faraz Poetry-Tum Bhi Khafa Ho Log Bhi Beraham Hain Dosto.
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Tum bhi khafa ho log bhi beraham hain dosto Ab ho chala yaqin k bure ham hain dosto Kis ko hamare hal se nisbat hai kya karain Ankhain to dushmano ki bhi purnam hain dosto Apne siva hamare na hone ka…
Ahmad Faraz Poetry-Tere Hote Hue Mahfil Main Jalte Hain Chirag
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Tere hote hue mahfil main jalte hain chirag log kya sada hain suraj ko dikhate hain chirag apni mahrumiyo pe sharminda hain Khud nahi rakhte to auro k bujhate hain chirag bastiyan chand sitaro pe bas…
Ahmad Faraz Poetry-Tarap Uthun Bhi To Zalim Teri Duhai Na Dun
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Tarap uthun bhi to zalim teri duhai na dun Main zakhm zakhm hun phir bhi tujhe dikhai na dun Tere badan main dharakne laga hun dil ki tarah Ye aur bat k ab bhi tujhe sunai na dun Khud apne ap ko para…
Sholaa Thaa Jal-Bujhaa Hon Havaayain Mujhe Na Do
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
sholaa thaa jal-bujhaa hon havaayain mujhe na do main kab kaa jaa chukaa hon sadaayain mujhe na do jo zahar pii chukaa hon tumhiin ne mujhe diyaa ab tum to zindagii kii duaayain mujhe na do aisaa kah…
Sakut-E-Sham-E-Khizan Hai Qarib A Jao
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Sakut-e-sham-e-Khizan hai qarib a jao bara udas saman hai qarib a jao na tum ko Khud pe bharosa na ham ko zom-e-vafa na aitabar-e-jahan hai qarib a jao rah-e-talab main kisi ko dhyan nahin hujum-e-ha…
Sab Log Liye Sang-E-Malamat Nikal Aye
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
sab log liye sang-e-malamat nikal aye kis shahar main ham ahal-e-muhabbat nikal aye ab dil ki tamanna hai to ai kash yahi ho ansu ki jagah ankh se hasrat nikal aye har ghar ka diya gul na karo tum k …
Ranjish Hi Sahi Dil Hi Dukhane Ke Liye A
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye a a phir se mujhe choor ke jane ke liye a pahale se marasim na sahi phir bhi kabhi to rasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye a kis kis ko batayen ge judai ka sab…
Ahmad faraz sad ghazal-Qurbaton Main Bhi Judai Ke Zamane Mange
Author: faheem
Rating 5 of 5 Des:
Qurbaton main bhi judai ke zamane mange dil wo bemehar ki rone ke bahane mange apana ye hal ke ji har chuke lut bhi chuke aur muhabbat vahi andaz purane mange ham na hote to kisi aur ke charche hote …