Meer Taqi Meer ghazal -Ankhon mein ji mera hai idhar yar dekhna
Ankhon mein ji mera hai idhar yar dekhna Ashiq ka apane akhri didar dekhna kaisa chaman ke ham se asiron ko mana hai Chak-e-qafas se bag ki diwar dekhna Ankhen churaio na tuk abr-e-bahar se Meri tara…