Urdu sad ghzal Ab ke tajdid-e-vafa ka nahin imkan jana By Ahmad Faraz
Ab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jana Yad kya tujh ko dilayain tera paiman jana Yon hi mausam ki ada dekh ke yad aya hai Kis qadar jald badal jate hain insan jana Zindagi teri ata thi so tere nam k…